Thursday 2 April 2015

A small poem on my college friends....the name used are actually of my friends.



Mere class ka baat, he hai juda,kyu ki Bhaiya hai Bhabhi pe fida.
Unhe nahi hai kisi baat ka gam kyu ki wo hai, ek dusre ke sang to Sanjana aur Rohan nahi hai kisi se kam, kyu ki wo bhi hai ek dusre ke sang.
Mujhe mila pyar me gum or tum sab mil ke manayo khushiya ek dusre ke sang. Mere cls me nahi hai pyar kar ne walo ki kami par hai Koureyo ki kami.Jab es kami ko pura karne poucha dusre cls to nahi mila kisi ka bhi sath.Phir bhi Ananya ne pakar liya Ritesh ka hath.
Jab maine pucha kya hai ye mere yaar to pata chala yehi hai pyar.Sayad yehi ho pyar, kyu ki mujhe nahi hai yes pe yetbar to Ratana ke piche kon hai mere yaar.
Chor koi bhi ho us ke sath par hai Payal ko biswas ke Dheraj hai us ke sath.Ye padh ke mat ho jana udas kyu ki ye hai mere class ka sar(summary).

           Ab jitney bhi bachaa the mere sath unhe tha pura biswas ke lateral me aayega koi khas.Par aaya ek bakwas jise mila kisi ka sath .Humlogo ko nahi mila kisi ka bhi sath.Par hume hai pura biswas,ke ek din hamare pas, hoga koi khas, kyu ki ye hai electrical engineering ka class. 

1 comment: